Popular Posts

Sunday, December 11, 2011

Shairy56


Aaj-Kal Mujhe Kuch Aisa Lagne Laga Hai,
Ki Mausam Bhi Ab Kuch Rangeen Lagne Laga Hai,

U To Bahti Hawa Bhi Ab Gaane Lagi Hai
Ghazab Ye Hai Ki ’Sehra’ Bhi Khilne Laga Hai

Mujhe Neend Aati Nahi Ab Magar
Mera Dil To Ab Gaane-Hasne Laga Hai

Kahne Ko Sab Kuch Wahi Ka Wahi Hai
Par Mujhe Har Ik Zarra Naya Lagne Hai

Mehfil Me Jab Ham, Kuch Gumsum Se Baithe
Dosto Ne Bhi Poocha Ki Tujhe Kya Hua Hai

Ab Kya Me Kahta, Or Ab Kya Unki Sunta
Kaise Batau Ki Mujhe Kya Hua Hai....


Dil Ko Gam Aankho Ko Saawan Chahiye
Mujhe Tu Nahi Bas Tera Daaman Chahiye
Sirf Chehre Se Kaha Banti Hai Baat
Ishq Mein To Dil Bhi Roshan Chahiye
Samundar Mein Kashti Hai Apni Alag
Mujhe Us Taraf Ik Kinara Chahiye
Wo Ab Kuch Masoom Se Ban Ne Lage Hai
Kuch Mujhe Bhi Mera Bachpan Chahiye
Dil Ko Gam Aankho Ko Saawan Chahiye
Mujhe Tu Nahi Bas Tera Daaman Chahiye


Baarish Ki Boondon Ka Aapke Hothon Se pisalna
Dil Ko Ghayal Kar Jata Hai
Reshmi Zulfon Mein Unka Sarakna
Dil Ko Bahut Lubhata Hai
Laakh Koshish Karta Hun Lekin
Humko Chain Kahan Aata Hai
Yahi To Mousam Hai Yaaron
Jab Ishq Jawaan Ho Jata Hai…..

Shairy55


Chaha Tha Kisi Ko Maine Zindagi Se Ziyada,
Pa Lunga Use Ek Din Ye Kiya Tha Vaada,

Dhonda Usse Har Jagah Par Uska Pata Na Laga,
Jab Mila Main Uss Se To Kismat Ne Thaga,

Use Pane Ki Chahat Mein Kho Baitha Sab Kuch,
Par Meri Chahat Ka Uss Bedard Ko Pata Na Laga,

Us Se Ki Dosti Use Pane Ki Umeed Mein,
Par Dosti Ke Siwa Kuch Aur Pa Na Saka,

Jab Kaha Us Se Ki Chahta Hoon Use Dil-O-Jaan Se,
Kaha Usne Ke Pyar- Mohabbat Me Kuch Na Rakha,

Kaha Use Ke Ek Bar Kar Tu Aitbar,
Usne Kaha Ke Pyar Vyar Sab Hai Bekar,

Kehti Hai Pyar Me Jisne Liya Apna Dil Laga,
Mili Hai Unhe Sirf Bewafai Aur Dhaga Maine Kaha,

Sanam Tujhe Kabi Dhoka Na Duga,
Tere Har Gham Har Dard-E-Sitam Sahunga,

Vo Bedard Boli Nhi Karogi Bharosa Chahe Tu,
Kuch Bhi Kahega Tu Hai Akela Bs Akela Hi Rahega,

Maine Kaha Nahi Chahti To Mar Jane De Mujhe,
Usne Kaha Mat Ja Teri Zarurat Hai Mujhe,

Mujhe Jane Kya Majburi Kya Zid Hai Us Bedard Ki,
Kehti Hai Mar Jayegi Magar Pyar Nahi Kar Sakti,

Kaha Use Ke Pa Na Saka To Teri Yaad Mein Mar Jaunga,
Boli Vo Bedard Ke Mar Kar Sabit Kuch Na Kar Paunga,

Abb Lagta Hai Mere Pyar Me Kuch Khas Baat Na Thi,
Apna Leti Par Shayad Mere Pyaar Ki Auqaat Na Thi,

Yaaron Koi Jakar Usse Itna To Bataao,
Kya Hota Hai Sacha Pyar Koi Usse Bhi Sikhao,

Vo Kya Jane Pyar Ki Keemat Kya Hoti Hai,
Jab Nahi Milta Pyar To Aankhe Kitni Roti Hain,

Kabhi Na Kabhi To Vo Kisi Se Dil Lagayegi,
Karega Vo Bewafai To Meri Wafa Ki Yaad Ayegi,

Tab Vo Bedard Mere Dard Ko Samajh Payegi,
Is Aashiq Ki Chahat Ko Fir Pana Vo Chahegi,

Par Afsos Use Gale Se Main Laga Na Paunga,
Kyuki Jannat Se wapas Main Laut Na Paunga.

Shairy54


Maine To Suna Hai Mohabbat Ibadat Hoti Hai,
Chalo Ibadat Kar Ke Dikhte Hai,

Maine To Suna Hai Mohabbat Khush Naseeb Logo Ko Milti Hai,
Chalo Apne Aap Ko Khush Naseeb Samaj Kar Dikhte Hai,

Maine To Suna Hai Mohabbat Main Gham Bohot Hote Hai,
Chalo Apne Aap Ko Ghamkhawar Kar Ke Dikhte Hai,

Maine To Suna Hai Mohabbat Main Tanhai Milti Hai,
Chalo Aapne Ap Ko Tanha Kar Ke Dikhte Hai,

Aye Duniya Walo Agar Mohabbat Main Kuch Bhi Hoo,
Hum To Ik Baar Apne Aap Ko Barbaad Kar Ke Dekhte Hai.


Tumhe Nazar Na Lage Apne-Begane Ki,

Zaroorat Hai Tumhe Sabse Chipane Ki,

Aarzoo Hai Ki Tum Hamari Ho Jao,

Bahot Hasrat Hai Tumhe Sine Se Lagane Ki.


Duniyan Waalon Se Dar Na Jaye Kahin, Ishq Tera Bikhar Na Jaye Kahin,
Doobta Ja Raha Hai Jis Mein Tu, Woh Nadi Bhi Utar Na Jaye Kahin,

Jis Taraf Se Palat Ke Aayi Main, Khauf Hai Tu Udhar Na Jaye Kahin,
Raah Takti Rahungi Main Lekin, Fikar Hai Tu Mukar Na Jaye Kahin,

Dard Hi Dard Ka Muhafiz Hai, Dard Had Se Guzar Na Jaye Kahin,
Sar Jhuka To Diya Hai Qadmon Mein, Bandgi Be Asar Na Jaye Kahin,

Ishq Ki Baargaah Mein “Seema” Husn Khud Hi Sanwar Na Jaye Kahin.


Mujhse Har Baar Wo Nazare Chura Leti Hai,

Maine Kaaghaz Par Bhi Bana Kar Dekhi Hai Uski Aankhein.

Shairy53

Shairy52


Aik Shaks Meri Zaat Main Shareek Rehta Hai
Wo Aaker Mujhe Phir Rulaaa Deta Hai
Raaatoon Ko Jab Main Tanhaan Hota Hoon
Wo Dheeray Say Choooo Ker Behlaaa Deta Hai
Wo Mujhe Me Basa Ha Kuch Is Tarhaan Se
Wo Hota Nahin Phirr Bhi Sath Rehta Hai
Kehta Hain Log Ke Wo Mujh Sa Juda Rehta Hai
Rooh Ban Ke Jo Mere Dill Ke Paaaas Rehta Hai
Wo Chup Ke Saa Aakee Kuch Keh Deta Hai
Phir Aaker Mujhe Kahin Hooosh Aata Hai
Aik Shaks Meri Zaaaat Me Shareek Rehta Hai
Wo Aaker Mujhe Phir Rula Deta Hai………………..!


Kafi Arsa Beet Gya Jane Ab Wo Kesa Hoga?
Waqt Ki Sari Karvi Baten Chup Chap Hi Sehta Hoga
Ab B Bhigi Barish Mein Wo
Bin Chatri K Chalta Hoga
Mujh Se Bichrre Arsa Beeta
Ab Wo Kis Se Lrrta Hoga
Acha Tha Jo Sath Hi Rehte Bad Men Usne Socha Hoga
Apne Dil Ki Sari Baten Khud Se Khud Hi Kehta Hoga?


kabhii lehrain tera chehra jo banaanay lag jayen
merii ankhain mujhay darya main bahaanay lag jayen
kabhii ik lamhaa-e-fursat jo muyassar aa jaaye
meri sochain mujhay soolii peh charhaanay lag jayen
intizaar uss kaa naa itnaa bhi ziyaadaa karnaa
kya khabar barf pighalnay main zamaanay lag jayen
aankh uthaa kar bhii na dekhain tujhay din main hum log
shab ko kaghaz peh tera chehraa banaanay lag jayen


Dabi dabi si wo muskurahat labon pe apne saja saja k
wo narm lahje main baat karna ada se nazrain jhuka k
wo aankh teri shararati si wo zulf mathay pe nachti si
nazar hatay na aik pal bhi main thak gaya hoon hata hata k
wo tera hathon ki unglion ko mila k zulfon main kho sa jana
haya ko chehre pe phir sajana phool sa chahra khila khila k
wo hath hooron k ghar hoon jaise wo paon pariyon k par hoon jaise
nahi hai teri misaal jaana main thak gaya hoon bata bata k….!!



Tamana teri wajud ki hoti to dunya sa chen lata….
ISHQ tari rooh sa ha as liya khuda sa mangta hu

Shairy51


Mere Zarf k Mutabiq Zara Bijlian Girana
Jitni Ho Taab Mujh Mein utna Naqab Utthana
Tujhe chahne Se Pehly Kon Janta Tha mujh ko
Tere Ishaq Ne Bnai Meri Zindagi Fsana
Mujhy Ghamm Nahi Hai K Badal Geya Zmana
Meri Zindagi Tumhi Ho Kahin tum Badal Na Jana
Tu Jala Sake to Jala dy Tujhe Intzar Kia hai
Tere Pass Bijlian Hain Mere Pass Aashyana
Mere Sath Chalny Wali Teri Justaju K Sadqy
Bari Sakht Manzilen hain Kahin Thakk K Ruk na jana.


Wöh ki§i äur kä högä tou Qäyämät hö gi
Phir kisi kö bhi kisi se nä muhäbbät hö gi
Usy dekhäy köi ächä nähi lägtä mujh kö
is se bärh kar bhi köi åur muhäbbät hö gi
Räät käl chäänd kö dekhä töu yéh ehsääs huä
Wöh äkelä håi usåy meri zärurät hö gi
Aey “KHUDA” uskö kisi äur kä höne nä denä
Zindägi bhär mujhe phir tujh säy shikäyät hö gi.

Bas Ek Choti Si Haan Kr Do,
Hamare Naam Is Tarha Sara Jahan Kr Do!
Wo Mohabbtain Jo Tumare Dil Mein Hain,
Un ko Zuban Pr Lao 0r Bayan Kr Do!
Aaj Bas Ap Kaho 0r Kehty Hi Jao,
Hum Bas Sune Aisa Be-Zuban Kr Do!
Hoi Purani Dastan Heer Ranjha Ki,
Tarikh Mohabbat Ki Phir Se Jawan Kr Do,
Aa-Jao Ke Aisa Toot Kr Chahon Tumhe,
Hmari Mohabat Ko Mohabbat Ka Nishan Kr Do!
Apne Dil Me Is Tarha Chupa Lo MujKo,
Rahon Humesha Is me aisa Mera Makan kar Do!

Wednesday, November 16, 2011

Nod Keys New November 2011

Username: EAV-54522502
Password: 8p4ukxb6tr

Username: EAV-54522515
Password: akrtphua68

Username: EAV-54523740
Password: 3r25snskr3

Username: EAV-54528032
Password: de57mmtefh

Username: EAV-54528031
Password: 3au3mut8r5

Username: EAV-54528013
Password: 363832ctkm

Username: EAV-54528005
Password: psk8kveb3a

EAV-54108379
vckucfdev5

EAV-54108377
pnkxjm4rua

EAV-54108373
sm6rr8rmdj

EAV-51526916
kpvr48kr5n

EAV-51270852
7ehuvnussm

EAV-48894407
36pcuuvnjs

EAV-54642575
8a3reaksck

EAV-54643960
hssexummrj

EAV-54645685
rbttm2jjv8

EAV-54645686
kskjf3u38m

EAV-54645714
sackcdk3d

EAV-51526916 ESS
kpvr48kr5n

AV-54642575
8a3reaksck

EAV-54643960
hssexummrj

EAV-54645685
rbttm2jjv8

EAV-54645686
kskjf3u38m

EAV-54645714
sackcdk3d7

Tuesday, October 11, 2011

Shairy50


Mere Haathon Se Gir Gayi Lakeeren Kahin
Bhool Aaye Hum Apni Takdeeren Kahin
Agar Mile Tumko Kahin To Utha Lena
Mere Hisse Ki Har Khushi Apne Haathon Pe Saja Lena...



Khumar Alooda Nazron ki Her ik Junbish Ik Afsana.....
Elaahi! Hum Unhen Dekhain K Unka Dekhna Dekhain...


Bhary sakoon sy rukhest tu kar deya us ko.....
Pher us k bad muhabat ny intha kar di....

Maangi wazahtein,Na mangi koi daleel..
Dil nay tou haad hi kar di tere Aitbaar ki...

Zamane ki parwaah kise hai hum to aap pe marte hai,
Aaj ye khul k kehte hai ki hum ishq aap se karte hai,
Samajh sake to samajh le ye nigaho ka fasana hai jaanib,
Gustaakhiyo k dar se ye fasana baya hum nigaaho se karte hai……

Khuda Ne Socha Tha Ke Rahenge Sab Insaan Pyaar Se,
Zameen Pe Dekha To Armaan Lut’te Nazar Aate Hain

Juthe Wade Aur Rishton Se Jee Bharta Hai Insaan Ka,
Har Ek Ke Dil Me Bure Paigaam Nazar Aate Hain

Kuch To Rahaim Kiya Hota Khuda Pe Khudgarz Insaano,
Hathon Me Talwaar Liye Sare-Aam Nazar Aate Hain

Had Ho Gayi Hain Ab To Hevaaniyat Ki Duniyan Mein,
Jahaan Bhi Dekho Bas Katle-Aam Nazar Aate Hain

Jo Hath Chhute The Kabhi Maa Ke Pairo Ko Yaaron,
Un Hathon Me Aaj Sirf Bhare Jaam Nazar Aate Hain

Ehmiyat Nahi Hai Aaj Insaan Ko Khuda Ke Paigamo Ki,
Duniya Me Har Jagah Aaj Rishte Badnaam Nazar Aate Hain

Har Insaan Ko Pata Hain Ke “Sab Ka Malik Ek Hai”,
Fir Bhi Aaj Kahin “Rahim” To Kahin “Ram”Nazar Aate Hain

Shairy49


Mohabt ki khani mein koi tarmem mat krna,
Mujy tum tor dena pr mujy taqsem mat krna,
K hum ne thokrein khai hain ashiq ban k dunya ki,
Main jab tak mar na jaon tum meri tadfeen mat krna,
Muhabat ki kahani mein koi tarmeem mat krna,
Suno tum yu hi apni zindgi barbaad mat krna,
K jab tak ishq na ho hasil koi taleem mat krna,
Muhabbat ki kahani me koi tarmeem mat krna,
Muje tum tor dena pr mujhe taqsem mat krna....



Zara sa man rakh lena meri pahli muhabbat hai
Wafa ka man rakh lena meri pahli muhabbat hai
Kha is umr mai hum bhais badle gay faqeero ka
Milan asan rakh lena meri pahli muhabbat hai
Judai ke dino mai log chahra bhool jate hai
Meri pahchan rakh lena meri pahli muhabbat hai
Judai to mai seh ln ga magr tum phr se milna ka
Koi imkan rakh lena meri pahli mohabbat haiiii....


mere sapnon ko sada yunhi mehkta rakhna
mn ne thama he tera hath bade maan kesath
~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~
میرے سپنوں کو صدا یونہی مہکتا رکھنا۔ ۔ ۔ ۔
میں نے تھاما ھے تیرا ہاتھ بڑے مان کیساتھ



Kal raat jane kya hua kuch der pehle neend se
Kuch aks milne agaye
Kuch khwaab bhi toote hue
Kuch log bhi bhoole hue
Kuch rasta bhatki hui
Kuch gird men lipti hui
Simti hui be-rabt si sochen kayi
Ek shakhs ki yaaden kayi
Phir der tak jaaga raha
Sochon men gum betha raha
Ungli se thande farsh par
Ik naam bas likhta raha
Kal raat bhi wo raat thi
Kuch der pehle neend se
Men der tak rota raha


Mohabbat aur yeh aansoo

haseen thi zindagi meri
jab saath tumhaara tha
tab dharkan tum the
ab adhoora hai dil mera

har ek aansoon mei mere
basti hai woh kasmon ki yaadein
cha gaya hai dil mei mere
tumhaari judaai ke andhere

aaj bhi yeh surkh aankhein
idher udher dhoondti hai tumhe
bina tumhaare saath ke
jee nahi sakta hu mein
--

Shairy48


Kia Kahon Tumhain?
Khuwab Kahon To Bikhar Jaogye!
Dil Kahon To Toot Jaogye!
Lo, Tumhara Naam Zindagi Rakh Deta Hon..!
Maut Se Pehle Hamara Sath Na Chor Paoge


ChalO WO Ishq Nahi ' Chahane Ki Aadat Hai,
Par Kya Karain Humain Ek DOOsre Ki Aadat Hai,

Main Kya KahOOn K Mujhe Sabar KyOn Nahi Aata,
Main Kya KarOn K Tujhe Dekhne Ki Aadat Hai,
...
Tu Apni Shisha Gari Ka Hunar Na Kar Zaaya,
Main Aaina HOOn Mujhe TOOtne Ki Aadat Hai


us ko fursat hi nahi waqt nikaly Mohsin
aise hoty hai bhala chahny waly Mohsin
Yaad k dasht mein phirta hon mein nangy paon
Dekh tu kabhi aa k paon k chaly Mohsin
Kho gai subho ki umeed or ab lagta hai
hum nahi hongy, k jab hongy ujaaly Mohsin
Hakim-e-waqt kahan, adal kahan!
Q na khalqat ki zuban pr lagy taly Mohsin
wo jo ik shaks mta-e-dil-o-jan tha,
ab bhala q mere dard sambhaly Mohsin..


Aayaate Mohabbat ki tilawat nahin kartay.........
Lagta hai yahan log muhabbat nahin kartay......

Anjaame wafa soch ke aaghaz karo tum...........
Chupkay se nikalnay ki himaqat nahin kartay.......

Ye qaid sikha deti hai aadab-e-mohabbat ...........
Pinjray mein parinday bhi shararat nahin kartay.......

Wo kon hain kis wastay is dar pe parray hain .......
Deewane kabhi dasht se hijrat nahin kartay.....


Zindagi apni hans ker basar kerna..
Nafraton k rasty per na safar kerna..
Suno !
Wafa na ho to Mohabbat adhoori hai..
Mohabbatk safar mai wafa ki fiker kerna..
Suno !
Zamana jitna bhiho hamdard tumhara..
Zamany ko na shareek e safar kerna..
Suno !
Mohabbat her kisi ka muqadar nahi..
Mily jo Mohabbat to isski qadar kerna.

Shairy47


Yeh safar ka asool hay shayad
Sath chalna fazool hay shayad
Ham jise zindagi samjhtey hain
Tere qadmon ki dhool hay shayad
Chubtey rahtey hain har ghari kantey
Mere hathon main phool hay shayad
Woh jo banta hay roog sadeyon ka
Aik lamhey ki bhul hay shayad
Aey " Fasi " ishq k musafer ko
Har azeyat qabool hay shayad


Chand ki simat nazar jaye to kya hota hai
Rat kisi ki yaad mein guzar jaye to kya hota hai
Kitni masoom ada se wo mujhe pochta hai
Jab koi dil mein utar jaye to kya hota hai
Mere Allah tu faqt itna bata de usko
Admi jeete ji mar jaye to kya hota hai
Koi anjan se shaks ka kisi pichle pehar
Aks ankhon mein thehr jaye tu kya hota hai
Dard de k mujhe wo hansta raha or bola
Dard jab had se guzar jaye tu kya hota hai…



Ae Zindagi Khatm Kar ab Ye Yadoon K Silsilay . .
Mein Thak Sa Gaya Hoon Dil Ko Tasaliyaan Detay Detay. ..!

Shairy46

انسان اپنی زندگی میں بہت سے نشیب و فراز سے گزرتا ہے۔ کبھی کمال کی بلندیوں کو جا چھوتا ہے، کبھی زوال کی گہرائیوں تک جا پہنچتا ہے۔ ساری زندگی وہ ان ہی دونوں انتہاؤں کے درمیان سفر کرتا رہتا ہے اور جس راستے پر وہ سفر کرتا ہے، وہ شکر کا ہوتا یا نا شکری کا۔ کچھ خوش قسمت ہوتے ہیں وہ زوال کی طرف جائیں یا کمال کی طرف، وہ صرف شکر کے راستے پر ہی سفر کرتے ہیں، چاہے زوال حاصل کریں یا کمال اور کچھ ایسے ہوتے ہیں جو ان دونوں راستوں پر سفر کرتے ہیں۔ کمال کے راستے پر جاتے ہوئے شکر کے اور زوال کی طرف جاتے ہوئے نا شکری کے۔ انسان اللہ کی ان گنت مخلوقات میں سے ایک مخلوق ہے۔ اشرف المخلوقات ہے مگر مخلوق ہی ہے۔ وہ اپنے خالق پر کوئی حق نہیں رکھتا، صرف فرض رکھتا ہے۔ وہ زمین پر ایسے کسی ٹریک ریکارڈ کے ساتھ نہیں اتارا گیا کہ وہ اللہ سے کسی بھی چیز کو اپنا حق سمجھ کر مطالبہ کر سکے مگر اس کے باوجود اس پر اللہ نے اپنی رحمت کا آغاز جنت سے کیا، اس پر نعمتوں کی بارش کر دی گئی اور اس کے بدلے اس سے صرف ایک چیز کا مطالبہ کیا گیا شکر کا۔ کیا محسوس کرتے ہیں آپ! اگر آپ کبھی زندگی میں کسی پر کوئی احسان کریں اور وہ شخص اس احسان کو یاد رکھنے اور آپ کا احسان مند ہونے کے بجائے آپ کو ان مواقع کی یاد دلائے، جب آپ نے اس پر احسان نہیں کیا تھا یا آپ کو یہ جتائے کہ آپ کا احسان اس کے لئے کافی نہیں تھا۔ اگر آپ اس کے لیے “یہ“ کر دیتے یا “وہ“ کر دیتے تو زیادہ خوش ہوتا۔ کیا کریں گے آپ ایسے شخص کے ساتھ؟ دوبارہ احسان کرنا تو ایک طرف، آپ تو شاید اس سے تعلق رکھنا تک پسند نہ کریں۔ ہم اللہ کے ساتھ یہی کرتے ہیں۔ اس کی نعمتوں اور رحمتوں پر اس کا شکر ادا کرنے کے بجائے ہم ان چیزوں کے نہ ملنے پر کڑھتے رہتے ہیں۔ جنہیں ہم حاصل کرنا چاہتے تھے۔ اللہ پھر بھی رحیم ہے، وہ ہم پر اپنی نعمتیں نازل کرتا رہتا ہے۔ ان کی تعداد میں ہمارے اعمال کے مطابق کمی بیشی کرتا رہتا ہے مگر ان کا سلسلہ کبھی بھی مکمل طور پر منقطع نہیں کرتا

New Links OF Softwares Downloads






Slicer
RHC3R-21DOZ-ZXSRM-CW1ET
ZJ33D-ZZQC6-PVH7C-PCDF4



Internet Download Manager 6.07 Build 12 With Keys
TQOKB-42F6N-JVVGY-MAY3O
D7RCK-OQCL8-OFXLP-DOK17

Any Other Softwares Keys Link??? Comments Me

Vista,Server 2008,Windows 7 All Version Keys


Vista|Ultimate|Acer|3YDB8-YY3P4-G7FCW-GJMPG-VK48C

Vista|Ultimate|Asus|6F2D7-2PCG6-YQQTB-FWK9V-932CC

Vista|Ultimate|Dell|2QBP3-289MF-9364X-37XGX-24W6P

Vista|Ultimate|Gateway|6P8XK-GDDTB-X9PJQ-PYF36-G8WGV

Vista|Ultimate|HP|23CM9-P7MYR-VFWRT-JGH7R-R933G

Vista|Ultimate|Toshiba|33G3W-JY3XQ-CQQ7C-TG96R-R6J6Q
Vista|Ultimate|Sony|2KKTK-YGJKV-3WMRR-3MDQW-TJP47
Vista|Business|Acer|2TJTJ-C72D7-7BCYH-FV3HT-JGD4F
Vista|Business|Asus|72PFD-BCBK8-R7X4H-6F2XJ-VVMP9
Vista|Business|Dell|368Y7-49YMQ-VRCTY-3V3RH-WRMG7
Vista|Business|Fujitsu|4C3CM-H3RXM-VBMVQ-K8RHX-RTFX8
Vista|Business|Gateway|9GK24-BJJPV-93JB4-9CD3T-QTHDD
Vista|Business|HP|2Q2WM-VCB98-8C6BG-C9BT2-3XDRY
Vista|Business|Lenovo|2YRV9-YCY3F-FRJ4T-BKD6B-C47PP

Vista|HomeBasic|Acer|2W7FD-9DWCB-Q9CM8-KTDKK-8QXTR
Vista|HomeBasic|Asus|762HW-QD98X-TQVXJ-8RKRQ-RJC9V
Vista|HomeBasic|Benq|7R997-DXYDR-YGCR3-RHVDP-T8TKX
Vista|HomeBasic|CHS|2QM7G-GTFJ4-2DTTG-R73YR-W3D8G
Vista|HomeBasic|Dell|3YMR2-WMV49-4WD8X-M9WM7-CH4CG
Vista|HomeBasic|Fujitsu|4G8P7-TVW66-Y3H3V-C4Q4J-CQR2B

Vista|HomePremium|Acer|2TYBW-XKCQM-XY9X3-JDXYP-6CJ97
Vista|HomePremium|Alienware|D9CRD-R8YYQ-VYG3W-YG4FK-2CXRF
Vista|HomePremium|Asus|8XPM9-7F9HD-4JJQP-TP64Y-RPFFV
Vista|HomePremium|Dell|4GPTT-6RYC4-F4GJK-KG77H-B9HD2
Vista|HomePremium|Gateway|6DX2X-QR7XB-3RBY2-BGQ2R-DR9M6
Vista|HomePremium|HP|HW7V9-XYT4W-PFR9Q-2DKGJ-RR4TD

Vista|Starter|Acer|26VQB-RP3T9-63FVV-VD7RF-H7M2Q
Vista|Starter|Lenovo|23Q4W-YQPHY-TY89Y-7Q3VX-W72KT

These are server 2008 R2 keys (Based on build 7600)
Server|ServerEnterprise|Dell|BKCJJ-J6G9Y-4P7YF-8D4J7-7TCWD
Server|ServerStandard|Dell|D7TCH-6P8JP-KRG4P-VJKYY-P9GFF
Server|ServerWinFoundation|Dell|VMYRB-8BRVQ-KXWFF-334J3-F2WHJ

These are server 2008 keys
Server|SBS|Dell|76GGM-4MQ6T-XCJH9-6R2XQ-PW2D2
Server|Business|Dell|76GGM-4MQ6T-XCJH9-6R2XQ-PW2D2
Server|Enterprise|Dell|26Y2H-YTJY6-CYD4F-DMB6V-KXFCQ
Server|Foundation|Dell|BHFGK-YDHVJ-49M49-FT9B3-WKG8Y
Server|Standard|Dell|223PV-8KCX6-F9KJX-3W2R7-BB2FH

7|Ultimate|Acer|FJGCP-4DFJD-GJY49-VJBQ7-HYRR2
7|Ultimate|Alienware|VQ3PY-VRX6D-CBG4J-8C6R2-TCVBD
7|Ultimate|Alienware 2|4HMYB-6YHYT-TW2J6-FQBC3-6GBFW
7|Ultimate|Asus|2Y4WT-DHTBF-Q6MMK-KYK6X-VKM6G
7|Ultimate|Dell|342DG-6YJR8-X92GV-V7DCV-P4K27
7|Ultimate|Fujitsu|9CW99-79BBF-D4M3X-9BK9M-4RPH9
7|Ultimate|HP|MHFPT-8C8M2-V9488-FGM44-2C9T3
7|Ultimate|Lenovo 2|22TKD-F8XX6-YG69F-9M66D-PMJBM
7|Ultimate|Lenovo|6K2KY-BFH24-PJW6W-9GK29-TMPWP
7|Ultimate|Samsung|49PB6-6BJ6Y-KHGCQ-7DDY6-TF7CD
7|Ultimate|Sony|YJJYR-666KV-8T4YH-KM9TB-4PY2W
7|Ultimate|Tarox|4BRY2-6W9VH-9CM6R-GPKRY-HHVCY
7|UltimateE|HP|278MV-DKMGJ-F3P9F-TD7Y3-W6G3M

7|Professional|Acer|YKHFT-KW986-GK4PY-FDWYH-7TP9F
7|Professional|Alienware|4CFBX-7HQ6R-3JYWF-72GXP-4MV6W
7|Professional|Asus|2WCJK-R8B4Y-CWRF2-TRJKB-PV9HW
7|Professional|Dealin|6BJ27-DVBFF-VKQC8-7JPQP-TJKYY
7|Professional|Dell|32KD2-K9CTF-M3DJT-4J3WC-733WD
7|Professional|Fujitsu|PT9YK-BC2J9-WWYF9-R9DCR-QB9CK
7|Professional|HCL|2QTV2-3CMPP-FQBYK-GRD62-D7XMW
7|Professional|HP|74T2M-DKDBC-788W3-H689G-6P6GT
7|Professional|Kraftway|32HPJ-4XRDR-424C8-DYQM9-GM768
7|Professional|Lenovo|237XB-GDJ7B-MV8MH-98QJM-24367
7|Professional|Mecer|2WGY7-J3JQT-78CF9-J6DHQ-DJTQW
7|Professional|MSI|2W3CX-YD4YJ-DF9B2-V27M6-77GMF
7|Professional|Samsung|GMJQF-JC7VC-76HMH-M4RKY-V4HX6
7|Professional|Sony|H9M26-6BXJP-XXFCY-7BR4V-24X8J
7|Professional|STEG|7RQGM-4BJBD-GM2YY-R2KTT-43HG8
7|Professional|Tarox|72X79-RQPFF-YGK82-7FF8M-PX4XB
7|Professional|Toshiba|2V8P2-QKJWM-4THM3-74PDB-4P2KH
7|Professional|Wortmann|6JKVQ-WJTWW-JVPRB-77TGD-2DV7M
7|ProfessionalE|HP|P42PH-HYD6B-Y3DHY-B79JH-CT8YK

7|HomePremium|Acer|VQB3X-Q3KP8-WJ2H8-R6B6D-7QJB7
7|HomePremium|Asus|2QDBX-9T8HR-2QWT6-HCQXJ-9YQTR
7|HomePremium|Asus Eee|7JQWQ-K6KWQ-BJD6C-K3YVH-DVQJG
7|HomePremium|Dell|6RBBT-F8VPQ-QCPVQ-KHRB8-RMV82
7|HomePremium|Sony|H4JWX-WHKWT-VGV87-C7XPK-CGKHQ
7|HomePremium|HP|4FG99-BC3HD-73CQT-WMF7J-3Q6C9
7|HomePremium|Lenovo|27GBM-Y4QQC-JKHXW-D9W83-F
7|HomePremium|Packard Bell|VQB3X-Q3KP8-WJ2H8-R6B6D-7QJB7
7|HomePremium|Samsung|CQBVJ-9J697-PWB9R-4K7W4-2BT4J


7|HomeBasic|Acer|MB4HF-2Q8V3-W88WR-K7287-2H4CP
7|HomeBasic|Asus|89G97-VYHYT-Y6G8H-PJXV6-77GQM
7|HomeBasic|Dealin|6M78P-JJRQP-9C4RX-RPK7G-3VTH3
7|HomeBasic|Dell|36T88-RT7C6-R38TQ-RV8M9-WWTCY

7|Starter|Acer|RDJXR-3M32B-FJT32-QMPGB-GCFF6
7|Starter|Asus|6K6WB-X73TD-KG794-FJYHG-YCJVG
7|Starter|Casper ERA|6PB94-MC2C6-4F37H-KTJ32-PF2PT
7|Starter|Dell|36Q3Y-BBT84-MGJ3H-FT7VD-FG72J
7|Starter|Fujitsu|PMXH9-M23P9-QJJMB-2FWRC-7CDKP
7|Starter|Hannspree|BRFCY-XMXRV-28JHQ-F6D9B-BV73C
7|Starter|HP|RH98C-M9PW4-6DHR7-X99PJ-3FGDB
7|Starter|Lenovo|273P4-GQ8V6-97YYM-9YTHF-DC2VP



Retail Keys MS Office

-----------------------------------------------------------------
Office Professional Plus 2010 Retail Keys
-----------------------------------------------------------------

Office Professional 2010 76XCJ-YMH2W-YQQV6-XX76X-QK3K7

Office Professional 2010 XJ2G2-TDQ49-3MW8D-F4FCT-KPTT6

Office Standard 2010 Retail Keys
------------------------------------------------------------------------------------

Office Standard 2010 RBGD6-W6H22-DCV7P-DPX66-6K46B

Office Standard 2010 2RCKD-J4JH4-7DJKD-JVFCR-G798M

Office Professional Plus 2010 Volume License Keys
------------------------------------------------------------------------------------

Office Professional Plus 2010 VYBBJ-TRJPB-QFQRF-QFT4D-H3GVB

Office Standard 2010 V7QKV-4XVVR-XYV4D-F7DFM-8R6BM

Office Home and Business 2010 D6QFG-VBYP2-XQHM7-J97RH-VVRCK

Access 2010 V7Y44-9T38C-R2VJK-666HK-T7DDX

Excel 2010 H62QG-HXVKF-PP4HP-66KMR-CW9BM

SharePoint Workspace 2010 QYYW6-QP4CB-MBV6G-HYMCJ-4T3J4

InfoPath 2010 K96W8-67RPQ-62T9Y-J8FQJ-BT37T

OneNote 2010 Q4Y4M-RHWJM-PY37F-MTKWH-D3XHX

Outlook 2010 7YDC2-CWM8M-RRTJC-8MDVC-X3DWQ

PowerPoint 2010 RC8FX-88JRY-3PF7C-X8P67-P4VTT

Project Professional 2010 YGX6F-PGV49-PGW3J-9BTGG-VHKC6

Project Standard 2010 4HP3K-88W3F-W2K3D-6677X-F9PGB

Publisher 2010 BFK7F-9MYHM-V68C7-DRQ66-83YTP

Word 2010 HVHB3-C6FV7-KQX9W-YQG79-CRY7T

Visio Premium 2010 D9DWC-HPYVV-JGF4P-BTWQB-WX8BJ

Visio Professional 2010 7MCW8-VRQVK-G677T-PDJCM-Q8TCP

Visio Standard 2010 767HD-QGMWX-8QTDB-9G3R2-KHFGJ

Visio And Project 2010 Keys
-----------------------------------------------------------------

Project Professional 2010 GB9CQ-38GPG-4QK3K-YYBJT-M9KR7

Project Professional 2010 HWXJY-BV6PG-W3HCW-XWHGG-68WY3

Project Standard 2010 7PQJR-RH7PX-QFB2F-QPGW4-Q377V


Visio Standard 2010 228H4-T92MF-Q8PQJ-CGWRG-8KW92

Visio Premium 2010 PQCFB-YGXGC-TXB66-DH3VW-GCGYQ


InfoPath 2010 XDGJY-KFHW9-JWX9X-YM4GW-GC8WR

Office 2007 Ultimate
====================

T8RQ2-XTH2T-7CHTM-YGGDJ-RHBMB
DX4MW-77FBJ-34V3P-B8R9W-C77YB

Office Professional Plus 2007
=============================

MTP6Q-D868F-448FG-B6MG7-3DBKT
WCRWK-Y637K-4MRCB-2YQXY-4BGWW

Office 2007 EnterPrise Keys
=============================

V9MTG-3GX8P-D3Y4R-68BQ8-4Q8VD
T3PVR-XX42X-T49DW-WGBG6-9FT73

Office Professional 2007
========================

TT3M8-H3469-V89G6-8FWK7-D3Q9Q
TBMFM-QXMQX-G8FVP-BFH9J-X9PHM

Office 2007 Home & Student Keys
===============================
HBC66-D6YR7-CRP7H-T8VP4-99PMW
QXMDH-CRYFM-QFR87-HB783-T7RFQ

Office 2007 Small Edition Keys
==============================

KKVXH-TFFPB-QGJDY-DJYG4-K3QBJ
REFERRAL KEY : QW2E3G8K

icrosoft Office Professional Plus 2007:

* MTP6Q-D868F-448FG-B6MG7-3DBKT
* TT3M8-H3469-V89G6-8FWK7-D3Q9Q

Microsoft Office Home and Student 2007:

* HBC66-D6YR7-CRP7H-T8VP4-99PMW
* QXMDH-CRYFM-QFR87-HB783-T7RFQ

Microsoft Office 2007 Standard:

* KCBJJ-67B9Q-KQXF2-VQV2V-6TXJ3

Microsoft Office Visio Professional 2007:

* QB6MH-Q82HX-BFWPK-8TXTY-HHJT6

Microsoft Office Groove 2007:

* R83W8-GJQ82-GJ37QW9W-JBYKT

Microsoft Office OneNote 2007:

* TFKGD-9VXBG-T22DK-FQB9P-MBPG6

Microsoft Office SharePoint Designer 2007:

* VQCR8-6KP8Q-Y2FTW-3YQD7-R22G6

Microsoft Office Enterprise 2007:
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

* KGFVY-7733B-8WCK9-KTG64-BC7D8
* FR2MQ-C9Y99-PJJJV-RXRYG-M3W7W

Microsoft Office Ultimate 2007:
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

* J67F8-BB7GM-8VPH2-8YMXP-K49QQ
* WRWWX-G9MMD-X4B8X-7JQP3-CMD93

EXCHANGE :
~~~~~~~~~~

Exchange Server 2007 Enterprise Edition —PYYMB-HQQMQ-3TBM2-XJ99F-83XVM

SHARE POINT :
~~~~~~~~~~~~

SharePoint Server 2007 Enterprise Edition — F6YVR-4XY7K-RCVY4-37FBK-G44PY

MICROSOFT OFFICE + FRONT PAGE :
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Office XP Professional with FrontPage – GBJ7J-7MYPV-RJ46R-RQJXJ-WQ2CM
Office Professional 2007 —VMRGQ-G3YMP-RWYH2-4TQ97-CT2HD
Office Ultimate 2007 —VJPW8-MB6MR-8D8YM-TW37V-WYVX3
Office Professional Plus 2007 —VBQJ8-CBP7J-CP4BH-Q9GFW-B8X
Office System Beta 2 2007 —RQCRJ-FCTYM-V3PDF-GRD46-9YHXQ
Outlook 2007 -DB4QP-GTFT3-FT3T6-VHHJ9-98XQQ
Office System Groove Server 2007 Beta 2 —WCMWF-H7DD9-3R2Q6-QM863-G7XD6
Office System Project Server 2007 Beta 2 —CYGH3-KVXBH-JDQV3-FFYPP-XGKD3
Office System SharePoint Server 2007 Beta 2 —C39KH-VHBKR-KT62D-Q4FVG-4PB76
FrontPage Professional 2003 —RV3CJ-VCB3D-9PY99-YDKX8-9MG2T

ACCESS + GROOVE + INFOPATH:
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Access 2007 — HP44H-VWH8K-J7T22-QD3KC-37F7D
Groove 2007 - MCW9C-WTKM4-KRHBQ-CPYJQ-YYD93
Groove Server 2007 — R4X9H-MP2C6-CV2FX-QGPKY-93RPG
InfoPath 2007 – C3R8F-TMMYD-TBGDP-2RDXT-88393
InterConnect 2007 - P2BJF-HGV87-RRFB7-8DVQR-F23DQ
OneNote 2007 – GJ2V8-K8CHV-7QP4V-K23TM-CMQDQ
Project Professional 2007 — T7CBB-KW6DD-VTHB9-6V4D4-K3393
Project Standard 2007 — G2XT7-K47QK-BFVXC-83T9M-8Y63Q
Publisher 2007 – VC3PJ-TBV6V-XWG4P-2GRBH-RVWVD
Visio Professional 2007 — JVBKC-PVJRX-MCT9J-JV7FK-JXYK3
Visio Standard 2007 – VYK2W-K2Q3Y-MRCTC-WRWMY-8JCHD



Sunday, October 9, 2011

Nod32 Keys New & IDM Keys 6.05

Username: EAV-48894407
Password: 36pcuuvnjs
Expiry Date: 17.12.2016


Username: EAV-39586110
Password: jdh2262pub

Username: EAV-39587171
Password: va427r743f

Username: EAV-39587172
Password: afb77j7aru

Username: EAV-39587174
Password: f6b42dfxsp

Username:EAV-51782368
Password:v7em5nj6fr

Username:EAV-51782370
Password:5uehvhuthk

Username:EAV-51782372
Password:mpmkr67rat

Username:EAV-51783468
Password:csma3kervr

Username:EAV-51783470
Password:jfm7uerfxk

Username:EAV-51783472
Password:5bt8n44cpt

Username:EAV-51847083
Password:bc43kmasbt

Username:EAV-51847084
Password:6ttrfpjbma

Username:EAV-51848497
Password:p5b3vs2ash

Username:EAV-51848505
Password:3fr3duvrcu

Username:EAV-51848507
Password:86pv8p8fcp

Username:EAV-51848624
Password:ek3t8b7ps3

C9BT5-RHCPT-3WPOX-PVIDK
RI20R-0TDDP-AGMTQ-R6PN0
QZN57-56F2D-DTCMC-3FDYX
W8NP1-G7NOM-K5Q2P-X0P67

Thursday, September 15, 2011

Shairy45

unse dur jane ka irada to na tha
sada saath rehne ka b wada to na tha
wo yaad na karenge jaane the hum
par itni jaldi bhool jane ka andaza b na tha!!!!!!!



Khobsurat dilon ki talash karo
Khobsurat Logon ki nahin
Q K Khobsurat chehre to dhoka B de jate hain
Lekin khobsurat Dil Dhoka Nahin Dete...


Ager hum door ho jayein,

Kahin duniya mein kho jayein,

Batao kya karo ge tum?

Hume dhoondo ge ya,

Phir bhool jao ge,

Hume awaz do ge ya,

Kisi guzri kahani mein hamara naam likh lo ge,

Chalo aisa hi kar lena,

Tum khud bhi badal jana,

Hume tume bhool hi jana,

Magar itni guzarish hai,

Hamara zikr jab aye to thora muskura dena!

Khushi ka ho ya phir ghum ka,

Bus ik ansu gira dena....
.

Shairy44


Itna to mere haal pr ehsaan kiya kr,
Aankhon Sy mera dard pehchaan liya kr,
Kuch saath dy safar me bihat thak gaya hon me,
Kuch pal hon tery saath meri maan liya kr,
Afsany mohabbat k adhory na chor tou,
Jurm-e-wafa ka mjh sy hr bey'yan liya kr,
Mud'dat hoi es aas pr thehry hoa hon me,
Bholy sy Kbhi Tou B Mera Naam Liya Kr,
Apni zaat sy wabast kr mjhy,
Ho kr khafa mjh sy Na meri jaan liya kr...



Dard hota hai magar shikwa nahi karte,
kon kehta hai hum wafa nahi karte,
Aakhir Q nahi badalti taqdeer meri,
Kya mere chahne wale mere liye DUA nahi karte?



Kaha "Usne" dil par bharosa itna nahin karty,
Kaha "main ne"Mohabbat Mai kabhi socha nahin karty,
Kaha"usne"btao tum mujhe Q itna pyar kerty ho,
Kaha"main ne"samajh jao ye pocha nahi karty,
Kaha "usne'Boht Khushrang hain dunia k nazaray,
Kaha"main ne"tum sath ho kuch dekha nhi karty..



bari ajeeb ha is nadaan dil ki khuwaish.....

''a dost''

ik shakhs is ka hona nahi chahta ha or ye usay khona nahi chahta....!!

Shairy43

baadal orh k guzroon ga main teray aangan se
qaus o qazah k sab rangonmain tujh ko bheega dekhoon ga

raat gaye jab chaand sitaray lukan meeti khelein gay
aadhi raat ka sapna ban kar main bhi tum ko chuu loon ga

be-mausam baarish ki soorat der talak aur door talak
teray diyar-e-husn pe main bhi kin min kin min barsoon ga

sharam se dohra ho jaye ga kaan para wo bunda bhi
baad-e saba k lehjay main ek baat main aisee poochoon ga

safha safha ek kitaab husn si khultee jaye gi
aur usi ko lau main phir main tum ko azbar kar loon ga!

waqt k ek kankar nay jis ko akson main taqseem kia
aab-e-rawan main kaisay amjad ab wo chehra joroon ga




kabhi rangoon ki kehkashaan mein
kabhi baharoon kai mausam mein
mujhe barish bulati hai
yehi har pal sunati hai
kisi nai yaad kiya tum ko
koi har pal bulata hai
hawa ki har ek shokhi mein
us ki batoon ki shararat hai
naram boondoon ki sangat mein
us ki chahat ki ahat hai
mujhse har pal har lamha ye
haseen mausam yeh kehta hai
barasti bondoon mein dekho
woh tumhare sath rehta hai ........


Main Udas Rasta Hon Sham Ka ,Mujhay Ahaton Ki Talash Hai
Ye Sitaray Sab Hain Bujhay Bujhay ,Mujhay Jugnuon Ki Talash Hai
Wo Jo Ek Darya Tha Aag Ka Wo To Raasto Se Guzar Gaya
Mujhe Kab Se Rait Ke Shahar Mein Nai Barishoo Ki Talash Hai



Phoolo par shabnam ki nami hai
rango ki mehfil si jammi hai
mosam bhi manzar bhi main bhi
kehte hai bas teri kami hai
bhaghon mein jo hum mile
to gaaye saari koyalain
mehke sara ye shama
hawaye mehki si chale...............

Shairy42


Ajab halat thay meray ajab din raat thay meray
magar mai mutamien tha, ke tum sath thay meray
meray zar k talabgaron ki nazrain uthti theen
k lakhon ungalian theen aur hazaron hath thay meray
mai ik pathar ka gard alood buut tha un k mandar mai
na dil tha meray seenay mai na kuch jazbaat thay meray
kisi se aur kia taiyeed ki umeed mai rakhta
wohi khamoosh thay jo mehram e halat thay meray
mai jin sholon maii jalta tha sayey tum bhi na samjhay
mera dil mukhtalif tha, mukhtalif sadmat thay meray
mujhay mujrim bana k rakh dia jhootay gawahoon nai
sabhi rad ho gayey jitnay bhi ilzamat thay meray
tasawor ban geua tasveer aakhir aik din woh
ici ka khoaf tha mujh ko yehi khadshat thay meray....

Siraj Tujh Sa Koi Bad Naseeb Kya Hoga…
Tamam Umer Wafa Ki Aur Bewafai Milli….
Kay Tu Nay Khuwab To Dekhey They Sath Rehney Kay
Magar Naseeb Tha Aesa Kay Bus Judai Mili …..
BAna Kay Chour Diya Tujh Ko ishq Ka Qaidi
Yani Kay Jaan Gai Aur Phir Rihaai Mili …!


Bohat din ho gaye shayed sahara ker liya uss ne,
Humaray baad b aakhir guzara ker liya us ne
Humara zikr to uss k labon pr aa nahi skta,
Humain ehsaas hai hum se kinara ker liya us ne
Bhula ker pyaar ki kasmain woh waday tor kr saray,
Ksi ko zindagi se b pyara ker liya us ne…….

Shairy41


ab ke yuN dil ko sazaa dii hamne
us kii har baat bhulaa dii hamne
ek, ek phuul bahut yaad aaya
shaaKh-e-gul jab vo jalaa dii hamne
aaj tak jis pe vo shermaate haiN
baat vo kab kii bhulaa dii hamne
shah?r-e-jahaaN raaKh se aabaad huaa
aag jab dil kii bujhaa dii hamne
aaj phir yaad bahut aaya vo
aaj phir us ko du?aa dii hamne
ko?ii to baat hai us meN ?Faiz?
har Khushii jis pe luTaa dii hamne...


Jaankar tujhe yeh samajh me ata hai,
ki dagha koi apna hi deta hai,
chahte hai jise zindagi se zyada ,
wo hi aksar bewafai kar jata hai.



Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna,
Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar Mat Karna,
Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse Mohabaat Nahi,
Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna?..!! !



teri ibtida koi or hy
teri intiha koi or hy
teri bat humse hui to kya
teri soch mai koi or hy
hame shouq tha bari dair se
k tere sharek-e-sfar rahain
tere sath chal k khabar hui tera rasta koi or hy
tujhe fikr hy k badal dia muje gardish-e-shab-o-roz ne
kabhi khud se b to sawal kr
tu wohi hy ya koi or hy.


Mohabbat hum ne ki jo ek khata hogayi
Ki wafa or zindagi saza hogayi
Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan
Phir ibadat khud ek gunah hogayi
Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kia howa kyun manzil juda hogayi
Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
wo gaya to laga dunya fana hogai?

Shairy40


‎~*~ BARISH KI YE BOONDAIN~*~

mujhse barish ki ye boondain
suno humdam kya kehti hain
kabhi jo jhoom kar barsain
mohabbat geet sunati hain
mujhe in boondoon mein janaan
tumhara chehra dikhta hai
tumhari shokh nazroon ka
ye peghaam laati hain
mein in se khelti rehti hoon
in sang bheegti rehti hoon
ye narmi sai choo kar tan man
tumhara ehsaas jagaati hain
mujhe har pal ye lagta hai
jaisai tum sath ho mere
jaisai in boodoon mein janaan
tumhara hi aks shamil hai
mujhse barish ki ye boondain
suno humdam kya kehti hain
tumhein mujhse mohabbat hai
yehi ek geet gaati hain

Shairy39


Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe
Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe?!!!

Bewafa Zamanay Main Piyar Dhoondnay Walo Matti Ki Moorat Main Bholli Bhaalli Soorat Main Piyar Kesay Milta Hai Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay

Roo Rahi Hai Shehnaii Bheer Main Hai Tanhaii Rooknay Se Ruktay Hain Kab Bhala Yeh Herjaii Rishtay Kachay Dhagay Hain Yeh Tu Maan Lo Pehlay Yeh Tu Maan Lo Pehlay

Benaam Logon K Kitnay Naam Hotay Hain Yeh Bhi Us Ki Qudrat K Kesay Kaam Hotay Hain Kiun Yeh Aisay Hota Hai Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay

Bewafa Zamanay Main Piyar Dhoondnay Walo Matti Ki Moorat Main Bholo Bhaali Soorat Main Piyar Kesay Milta Hai Yeh Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay,,

Monday, June 27, 2011

Shairy38


1)Mujh sey Itne Qareeb ho jao
Udas Shab ki Saleeb ho jao
Meri Banhon ko sonp do sub kuch
Meray Khatir Ghareeb Ho jao
Mujh mein utro meray laho ki tarha
.
Meri Rooh kay Raqeeb ho jao
Tum jo Choo lo tu Dard ghat jaye
Aao meray Tabeeb ho jao
Kuch na bolo magar kaho saab kuch
Aaj Aisey Khateeb ho jao

2)Wo rooth jata hai aksar Shikwa kiye begair,
Hum bi to seh jate hain Shikayat kiye begair,
Hum sochty rahe muhabbat be-los hoti hai,
Ye yunhi ho jati hai Enayat kiye begair,
Tu kitna nadan hai “FARAZ”itna to soch le,
Jannat kab milti hai Ebadat kiye begair,
Kasoor un ka nahi kasoor to humara hai,
Hum,ne bi muhabbat ki un ki Ejazat liye bagair... !!

3)Bahaar rut meiN,tum hi bataao, k
qaid-e-Khushbu ko kya karein hm..
Udhar ye israar ho raha hai, k lab siyaiN,
chup raha karein ham!

Ajab nahi jo tamaam khilqat, hamaari wehshat pe
nam rakh de..
HaiN aisey nadaN, hr aik se apney dil ki bataiN kiya
kareiN hm
...
Mahak Saba ki bataa rahi hai, k phool gulshan meiN
khil gayey haiN..
Ab aisey mausam meiN aisi rut meiN bas un ka rasta taka
kareiN ham.
♥R Д H ε ě £♥

Shairy37


1)‎"Dil" ka dard jab panno par Aa jata hai
"Ek" Aansu b dariya ban jata hai

"Dil" k Tutne ki "Aawaz" bhi nahi aur
Sara dard "GAZAL" ban jata hai....

2)Jab koi khyal dil se takrata hia dil na chah kar bi khamosh reh jata hia..

koi sab kch kehkar pyar jatata hia tou koi kuch na kehkar bhi pyar nibhata hia..

3)HeR rOz mAiN ek yEhI sAwAaL KhUd sE PoChTa hUn
......dOsT.....
sUb kA SaAtH NiBhAnE WaLe kHuD Q TaNhA HoTaY HaIn......

4)Shama ke andar ka dhaga bola,
Main jalta hun to tu kyun pighalti hai.
Shama boli jisko dil me jagah di,
Wo bichade to aansu to niklenge hi.
♥R Д H ε ě £

Shairy36


1)Yoon to apne hi ashkon mein beh gaya hoon.
Phir bhi yaro tanha – tanha reh gaya hoon.

Ban gaya mohtaj dil unki nazer ka ;
mai fakeer -e- yaar banke reh gaya hoon.

Zindagi ki shakl mein hai ek bejaan ;
toota dil hai jann fanah mein lut gaya hoon.

Hona to wahi hai jo wo chahega ;
Mai to bus kirdar banke reh gaya hoon.

Jakhmi to dono hue baraber thay;
wo chal wasa aur mai tadapta reh gaya hoon.

Ro padata hoon bus jara si baat per;
Shayad mai thoda sa naadaan reh gaya hoon.

Ishk teri dooriyaa subhanallah ;
pas aya tauba karke reh gaya hoon.

Ek daur tha mai bhi bada khuddar tha ;
Per kya karun majboor banke reh gaya hoon.

Ye haal hai naakam hoker ishk mein;
Jaise koi maat khaker reh gaya hoon.

Hara bhi to apne dil se mastghan ;
Apne hi paase mein fansker reh gaya hoon

2)Jin k humsafar rooth jaya kartay hain
Wo chain se kab soya kartay hain
Sunatay nhi kisi ko dukh apna
Bas akelay me chup k roya kartay hain
Bari khoob ada hai ye Ehl e Wafa ki
aankhon me nami or honton se muskuraya kartay hain,
Bhalay hi hazaron shikway hon mehboob se,
Wo bas haal puch lay to sab bhool jaya kartay hain,
Bari ajeeb hai duniya Ehl e Dard ki
Tanhai me aksar mehfilon ko sajaya kartay hain

3)Kal RaaT main ne apny dil sE b Taluq toor diyaa,
PAAagal tujHEy bhool jane ki baat karta thaa.!!!!

4)Ghalteyon se juda wo bhe nai men bhe nai,

Dono insan hen khuda wo bhe nai men bhe nai.

Wo mujhe or men usay ilzaam dete hen mgar,

Apne ander jhankta wo bhe nai men bhe nai.

Maslehat ne krdia dono men paida ikhtilaaf,

Wrna fitrat ka bura wo bhe nai mey b nai. . . . .

♥♥♥♥ R Д H ε ě £ ♥♥♥♥

Shairy35



1)Aye Roop Nagar Ki Shehzaadi
Thodi Si Inayat Ho Jaye
Ek Roz Agar Tum Chupke Se
Meri Aankhon Ko Sairaab Karo
Bechain Mera Dil Rehta Hai
Kuch Aur Ise Betaab Karo
Is Talkh Haqeeqat Sehra Ko
Ek Meetha Sundar Khwab Karo
Ek Roz Meherbaan Ho Jao
Mere Dilke Nigehbaan Ho Jao
Is Tapti Dhoop Ki Sakhti Mein
Ek Shaam Ki Chhanv Mil Jaye
Murjha Se Gaye Hai Din Mere
Ek Shaam To Meri Khil Jaye
Aur Shayad Mere Honthon Se
Har Zakhm Tera Bhi Sil Jaye
Hum Qais Nahi Farhad Nahi
Par Phir Bhi Kahin Aabad Nahi
Shayad Ye Karishma Ho Jaye
Tumhe Humse Mohabbat Ho Jaye
Aye Roop Nagar Ki Shehzadi
Thori Si Inayat Ho Jaye

2)Aiy Tez Hawa Naraaz Na Ho..
Is Dil Mein Salaamat Hai Ab Tak..
Wo Shokhi-a-Lab, Wo Aks-a-Hina..
So Baar Jisay Chooma Ham Ne..
So Baar Purastish Ki Jis Ki..
Is Dil Mein Salaamat Hai Ab Tak..
Wo Gard-a-Alam Wo Deeda-a-Nam..
Ham Jis Mein Chupaa Kar Rakhtay Thay..
Tasveer Bikharti Yaadon Ki..
Zanjeer Pighaltay Waadon Ki..
Poonji Naakam Iraadon Ki..

3)khushbuo ki tarah meri har sans mein pyar apna basanay ka wada karo.....
rang jitnay tmhari mohabat k hain meray dil mein sajany ka wada karo...
hain tmhari wafao pe muj ko yakeen phr bhi dil chahta hai meray dil nasheen...
yunhi meri tasali ki khatir zra mujh ko apna banay ka wada karo...

Shairy34


1)kyun Tum Achay Lagtay Ho
Waqt Mila To Sochen Ge
Tujh Me Aisa Kya Dekha Hai
Waqt Mila To Sochen Ge
Sara Shehar Shanasai Ka Daw-e-dar To Hai
...Lekin, Kon Hamara Apna Hai,
Waqt Mila To, Sochen Ge
Hum Ne Usko Likha Tha,
Kuch Milnay Ki Tadbeer Karo,
Usne Likh Kar Bheja Hai,
Waqt Mila To, Sochen Ge
Mausam, Khushbu, Baad-e-saba,
Chand,Shafaq, aur Taaron Me
Kon Tumharay Jesa Hai,
Waqt Mila To, Sochen Ge

2)Raat ki gehri khamoshi mein ,
chupkey sey .... dhemey sey sargoshi mein ....
koi mujh sey bola ...
suno..!
tum wohi ho na ,
jo raat hotey he, meri aankhon mein utar aatay ho ,
meri aankhon mein jugno ki tarha roshan hojatay ho ,
ik roshan tarey ki tarha meri nendo'n mein utar aatay ho
tum wohi ho na ? ....
mein bola haan... mein wohi hon ,,,,
wo bole ....

bohat buray ho

3)Khamosh zuban k lafzon mein.
kuch posheda se batein hein.
In posheda c baton mein.
kuch chaht ki barsatein hein.
IN baton ko hm mudat se.
seney mein chupa ke beithy hein.
kuch pae bina kuch kho dena.
ye pyar me hum ne sekha hy.
Soraj mein chand sitaron mein.
her shay mein tmhi ko dekha hy.
dhadkan mei naghma bn ker.
sagar ki trah tum behtey ho.
ye pyar nai to tum he kaho.

Phir pyarr kisy tum kehtey ho.