Popular Posts

Saturday, June 4, 2011

Shairy5



Apni dehliz par kuch dair toh para rehne do,

Jaise hi hosh main aaonga toh chala jaonga,

Parwana hon shama bhujhne tak rahne do,

Main khud ko jalaonga toh chala jaonga,

Na kisi ki aankh ka noor hon,

Na kisi ke Dil ka qarar hon,

Main girta huwa Ek ashk hoon,

Beh jaonga toh chala jaonga,

Na khuwab hon,

Na khayal hon,

Na phool hon,

Na gulab hon,

Main jalta huwa ek charag hon,

Bujh jaonga toh chala jaonga.
.
.
.Ahaaaaan....................
Apni dehliz par kuch dair toh para rehne do,

Jaise hi hosh main aaonga toh chala jaonga,

Parwana hon shama bhujhne tak rahne do,

Main khud ko jalaonga toh chala jaonga,

Na kisi ki aankh ka noor hon,

Na kisi ke Dil ka qarar hon,

Main girta huwa Ek ashk hoon,

Beh jaonga toh chala jaonga,

Na khuwab hon,

Na khayal hon,

Na phool hon,

Na gulab hon,

Main jalta huwa ek charag hon,

Bujh jaonga toh chala jaonga.
.
.
.....................
♥¸.•* Raheel *•.¸♥

No comments:

Post a Comment

hi plz comments freinds!